behti nadi ka hai rukh kal yahan kal kahan kya pata,kya pata,
kyun chal diya kar ke yun bekaraar yeh dil ab mera na dukhaana,
kisi bhi bahane tum tak aate they,
tumhe yeh batane ki kitna chahte they,
aisi baat thi,
samjhe nahi jo hum samjhate they,
keh jaate they ya aakh churate they ,
aisi baad thi,
raat bhar soye nahi,
yeh sawal mein,
jaage rehte hum toh,
tere khayal mein,
hum sa deewana tumne dekha hai kahin,
gumsum rehke teri saari baatein sahi,
dil pe bani hai bas teri tasvir,
mujhe kya pata hai kya hai meri taqdeer,
ki main rahoon paas tere tu kareeb,
rahon mein kabhi tum hum ko mil jaate,
hoonth kabhi bhi shayad sil jaate ,
aisi baat thi.
oh,
jab se tere hum rawane hue, raasta nazar aane laga,
thodi jo wafa hum tum se karte hain,
yaaron aisa lagta hai hum darte hai,
aisi baat thi,
dil ne mere ,
jo kahan tha kabhi,
waqt gaane laga ab zara,
pyaar ka tarana hai yeh ,
suno tohn zara,
dekh ke safar yeh toh,
arey thero toh zara,
aisa nasiba hey ki baaton ka hai yeh,
mil ke na mit paayega fasla hai yeh,
sachhi wafaoon ka shayad sila hai yeh,
paayenge fir bhi tujhko hausla hai yeh,.
compositores: Mehboob, Lucky Ali, Sandesh Sankilya
Você é fã de Lucky Ali? Gosta da letra da música?
Compartilhe com seus amigos.