Baadalon Ke Sahre Pe Lehraati Hain, Aanchal Woh Kabhi
Chanda Sharmakar Chup Jaye, Ruk Jaye Aise Woh Kahin
Banaake Deewana
Kuch Tum, Kuch Woh, Kuch Zamaana
Ki Tanhaayi Hai, Kaisi Rut Aayi Hai
Judaa Ho Jaaun Mein Abhi
Sanam Harjaayi Hai
Gumsum Rahti Hai Yeh
Tanha Rahti Hai
Saat Rang Dhal Ke Apna Rang Badalti Hai
Dharti, Nadiyaan, Khula Aasman
Ajab Yeh Afsaana, Kise Kya Badlaana
Samajh Naa Aaye To Diyon, Bas Itna Kar Jaana
Har Ek Dil Mein Rahti Hai Aisi Arman Koi
Aise Pal Bhi Haan, Kuch Deke Leke Jayen Soche Naa Kabhi
Zaraa O Samjhaana
Duniya Phir Aaj Chali Hain Kahan
Dheere Ja Re Dheere Ja
Chalta Ja Hat Nahin
Kaun Hai Kahan Hai Bhai Yeh Kisko Hai Padi
O Ay Zamaana Kaisa Aazmana
Kuch Bhi Banaa Ke Daastan
Nazar Se Paar Hua Hai, Dil Se Yaar Hua
Samajh Ke Pyar Jise Yeh Dil Bezaar Hua
Ek Pal Khilati Hai Yeh, Phir Murjhati Hai
Kaun Jaane Karke Aisa Kya Dikhlati Hai
Dharti, Nadiiya, Khula Aasman
Bahlaake Dil Bahlaaye Ja, Hasna To Hai Kabhi
Ek Bahane Se Bhadke To Yeh Duniya Khush Nahi
Samajh Ke Samjhaana
Kuch Tum, Kuch Woh, Kuch Zamaana
Top Of The Page
compositores: LUCKY ALI
Você é fã de Lucky Ali? Gosta da letra da música?
Compartilhe com seus amigos.